Wednesday 19 March 2014

Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka Song Lyrics


Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka Song Lyrics from Bollywood Hindi Movie  Alladin Ka Beta (1960). The song has been sung by Mohammad Rafi and Music of Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka Hindi Song was composed by Mohinder Singh Sarna, with the lyrics penned by Tanvir Naqvi.

Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka Song Lyrics


Aa gaya hai waqt maut ka
 Band hai har ek rasta
 Gul gul hoga tera pyar
 Haye haye meri maa

 Mai abhi hua hi tha jawa
 Aa gayi hai maut na raha
 Fas gayi kaha nanhi si ye ja
 Tut kyu pada na aasma
 Haye haye meri maa
 Aa gaya hai waqt maut ka
 Band hai har ek rasta
 Are gulu gulu hoga tera kya
 Kya hoga

 Koi leke jaye baya
 Todta hai dam tera gulam
 Leke tera nam aakhiri salam
 Khatam ho rahi hai dasta
 Haye haye meri maa
 Aa aa gaya hai waqt maut ka
 Band hai har ek rasta
 Gulu gulu sochta hai kya

 Sochta hu ye jaha kahi
 Ik hasin khwab to nahi
 Meri najami de mujhe yaki
 Are meri najami de mujhe yaki
 Ye jami hai ya aasma
 Tauba tauba meri ja
 Aa aa gaya hai waqt maut ka
 Band hai har ek rasta
 Gulu gulu sochta hai kya
 Aa aa gaya hai waqt maut ka

0 comments:

Post a Comment