Showing posts with label Mohd. Rafi and Lata Songs Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Mohd. Rafi and Lata Songs Lyrics. Show all posts

Thursday, 27 March 2014

Aaja Ke Intezar Mein Jaane Ko Hai Bahar Bhi Song Lyrics


Aaja Ke Intezar Mein Jaane Ko Hai Bahar Bhi Song Lyrics from Bollywood Hindi Movie Halaku (1956). The song has been sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Aaja Ke Intezar Mein Jaane Ko Hai Bahar Bhi Hindi Song was composed by Shankar-Jaikishan,  with the lyrics penned by Shailendra.

Video: Aaja Ke Intezar Mein Jaane Ko Hai Bahar Bhi - Halaku (1956)


Aaja Ke Intezar Mein Jaane Ko Hai Bahar Bhi Song Lyrics


 Rafi:
Aaja Ke Intazaar Mein, Jaane Ko Hai Bahaar Bhi,
Tere Bagair Zindagi, Dard Ban Ke Rehe Gayi..

Rafi:
Armaan Liye Baithe Hai Ham,
Seene Mein Hai Tera Hi Gam,(2)
Tere Dil Se Pyaar Ki,
Voh Tadap Kidhar Gayi,
Aaja Ke Intazaar Mein, Jaane Ko Hai Bahaar Bhi,
Tere Bagair Zindagi, Dard Ban Ke Rehe Gayi..


Lata:aa .. Aa... Aa... A . ..A.....A....
Dil Ki Sadaa Pe Ai Sanam,
Badhte Gaye Mere Kadam,(2)
Ab Tho Chahe Jo Bhi Ho,
Dil Tujeh Mein De Chuki..

Rafi:
Aaja Ke Intazaar Mein, Jaane Ko Hai Bahaar Bhi,

Lata:
O..O..Tere Bagair Zindagi,(2)
Dard Ban Ke Rehe Gayi

Rafi:
Aaja Ke Intazaar Mein, Jaane Ko Hai Bahaar Bhi...

Wednesday, 26 March 2014

Aa Mere Humjoli Aa Song Lyrics


Aa Mere Humjoli Aa Song Lyrics from Bollywood Hindi Movie Jeene Ki Raah (1969). The song has been sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Aa Mere Humjoli Aa Hindi Song was composed by Laxmikant-Pyarelal,  with the lyrics penned by Anand Bakshi.

Video: Aa Mere Humjoli Aa - Jeene Ki Raah (1969)


Aa Mere Humjoli Aa Song Lyrics 


Aa Mere Humjoli Aa Khele Aankh Micholi Aa
 Galiyo me chaubaro me baago me bahaaro me ho
 Mai dhundhu tu chhup ja, Aa Mere Humjoli ..........

 Mai aau na na
 Mai aau na na na
 Mai aau  na
 Mai aau aa ja

 Pipal ke upar ja baitha chhip ke meraa sathee
 Dhak se lekin dhadak gaya dil gir gayee hath se lathee
 O pakada gaya, o pakada gaya

 Mai aau na na
 Mai aau na na na
 Mai aau na
 Mai aau aa ja

 Panaghat ke pichhe ja baithee chhip ke meree sajaniya
 Chhan se lekin anajane me chhanak gai painjaniya
 O pakadee gayee, o pakadee gayee
 Aa mere hamjolee..........

 Mai aau na na
 Mai aau na na na
 Mai aau na
 Mai aau aa ja

 O mere naino se tu chhip sakata hai o mere rasiya
 Lekin mere mann se chhipaana mushkil hai mann basiya
 Ai pakada gaya, pakada gaya

 Mai aau na na
 Mai aau na na na
 Mai aau na
 Mai aau aa ja

 Kahe luk chhup ke khel me chhede tu prem kee batiya
 Dekh tamasha dekh rahee hain sare shahar kee ankhiya
 O pakadee gayee, o pakadee gayee
 Aa mere hamjolee...........

 Jine kee rah.........

Thursday, 20 March 2014

Aaj Ko Junli Raat Ma Song Lyrics


Aaj Ko Junli Raat Ma Song Lyrics from Bollywood Hindi Movie Talash (1969). The song has been sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Aaj Ko Junli Raat Ma Hindi Song was composed by S D Burman,  with the lyrics penned by Majrooh Sultanpuri.

Video: Aaj Ko Junli Raat Ma - Talash (1969)



Aaj Ko Junli Raat Ma Song Lyrics 


 Junli raat ma junli raat ma - 2
 Aaj ko junli raat ma
 O devi o mai jai sai
 O khaja aaj junli raat ma
 Kahja sare bhati gandra yar
 La ra ra la ra ra ra

 (Aaj ko junli raat ma
 Dharti par hai aasma
 Koi re banke chandni utra mann ne angana
 Chand are tu jaan ja) - (2)
 Chanda re tu jaan ja aaj to junli rat ma

 Chhuke man ko ek anjana - 2
 Le uda mujhko mastana
 Chunri sar ki dhadakne laga jiya
 Aaj ko junli raat ma
 Dharti par hai aasma
 Koi re banke chandni utra man ne angana
 Chand are tu jaan ja
 Chanda re tu jaan ja aaj to junli rat ma

 Kiya hai naino ke kajal ne - 2
 Jiwan bhar ka wada pal me
 Milan dhun pe thirakne laga jiya
 Aaj ko junli raat ma
 Dharti par hai aasma
 Koi re banke chandni utra man ne angana
 Chand are tu jaan ja
 Chanda re tu jaan ja aaj to junli rat ma

 Pyar ne so so rup rachaya - 2
 Tab kahi jake tum ko paya
 Thamle mujhko ki bas me nahi jiya
 Aaj k junli raat ma
 Dharti par hai aasma
 Koi re banke chandni utra man ne angana
 Chand are tu jaan ja
 Chanda re tu jaan ja aaj to junli raat ma

Aag Pani Me Lagee, Hoy Hoy Kaise Song Lyrics


Aag Pani Me Lagee, Hoy Hoy Kaise Song Lyrics from Bollywood Hindi Movie Jhoola (1962). The song has been sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Aag Pani Me Lagee, Hoy Hoy Kaise Hindi Song was composed by Salil Chowdhury,  with the lyrics penned by Rajendra Krishan.

Aag Pani Me Lagee, Hoy Hoy Kaise Song Lyrics 


Aag pani me lagee, hoy hoy kaise - (2)
 Ke husn kee nav chalee hoy hoy aise - (3)

 Aaya laharo me dhuwa oy oy kaise - (2)
 Ke diljale honge yaha oy oy aise - (3)

 Aayee kahan se jane hay itanee titliya
 Dar ke rehana ban jayengi bijaliya - (2)
 Dhup me bijalee giree hoy hoy kaise
 Ke husn kee nav chalee hoy hoy aise - (3)

 Panee kee kamee nahee aag bujhate jao - (2)
 Ham bujhate jaye tum lagate jao - (2)
 Aaj roshan hai jahan oy oy kaise
 Ke diljale honge yaha oy oy aise - (3)

 Aag panee me lagee, hoy hoy kaise
 Ke husn kee nav chalee hoy hoy aise - (3)

 Aaya laharo me dhuwa oy hoy kaise - (2)
 Ke diljale honge yaha oy oy aise - (3)

Wednesday, 19 March 2014

Aadhee Sachhee Aadhee Jhuthee Teree Prem Kahanee Song Lyrics


Aadhee Sachhee Aadhee Jhuthee Teree Prem Kahanee Song Lyrics from Bollywood Hindi Movie Fakira (1976). The song has been sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Aadhee Sachhee Aadhee Jhuthee Teree Prem Kahanee Hindi Song was composed by Ravindra Jain,  with the lyrics penned by Raajkavi Indrajeet Singh Tulsi.

Aadhee Sachhee Aadhee Jhuthee Teree Prem Kahanee Song Lyrics 


Aadhee sachhee aadhee jhuthee teree prem kahanee - (2)
 Ya toh pura sachha ho ja ya phir kar le beimanee
 Ho sajan farebiya farebee sajana - (2)
 Puree solah aane sachhee meree prem kahanee sun sun sun.....
 Puree solah aane sachhee meree prem kahanee
 Isame dudh hee dudh nahee jara sa bhee panee
 Chanchal goriya ganne dee yeh poriye
 Ho chanchal goriya ganne dee yeh poriye

 Nain milata kyun nahee re pas bithata kyun nahee re o ho ho......
 Nain milata kyun nahee re pas bithata kyun nahee re
 Hu mai tere bag kee bulbul tujhe chhed chhed udd jau
 Jal bichhata kyun nahee re, aankha mich ke pee le pee le
 Aankha mich ke ek ghut pee le
 Ho sajan farebiya farebee sajana - (2)
 Puree solah aane sachhee meree prem kahanee
 Isame dudh hee dudh nahee jara sa bhee panee
 Chanchal goriya ganne dee yeh poriye
 Ho chanchal goriya ganne dee yeh poriye

 Aaon baitho pas jara baten kar le khas jara ho ho....
 Aaon baitho pas jara baten kar le khas jara
 Arey umra padee hain pine ko mai bund bund pee lunga
 Badhane do abhee pyas jara
 Kaise ek sath mai jee lu bol bol bol
 Kaise ek sath mai jee lu itnee badee jindaganee
 Chanchal goriya ganne dee yeh poriye - (2)
 Aadhee sachhee aadhee jhuthee teree prem kahanee
 Ya toh pura sachha ho ja ya phir kar le beimanee
 Ho sajan farebiya farebee sajana
 Ho chanchal goriya ganne dee yeh poriye
 Ho sajan farebiya farebee sajana

Aa Mere Hamjolee Aa Khele Aankh Michaulee Aa Song Lyrics


Aa Mere Hamjolee Aa Khele Aankh Michaulee Aa Song Lyrics from Bollywood Hindi Movie Jeene Ki Raah (1969). The song has been sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Aa Mere Hamjolee Aa Khele Aankh Michaulee Aa Hindi Song was composed by Laxmikant-Pyarelal,  with the lyrics penned by Anand Bakshi.

Video: Aa Mere Hamjolee Aa Khele Aankh Michaulee Aa - Jeene Ki Raah (1969)



Aa Mere Hamjolee Aa Khele Aankh Michaulee Aa Song Lyrics 


Aa mere hamjolee aa khele aankh michaulee aa
 Galiyo me chaubaro me baago me bahaaro me ho
 Mai dhundhu tu chhup ja, aa mere hamjolee..........

 Mai aau na na
 Mai aau na na na
 Mai aau  na
 Mai aau aa ja

 Pipal ke upar ja baitha chhip ke meraa sathee
 Dhak se lekin dhadak gaya dil gir gayee hath se lathee
 O pakada gaya, o pakada gaya

 Mai aau na na
 Mai aau na na na
 Mai aau na
 Mai aau aa ja

 Panaghat ke pichhe ja baithee chhip ke meree sajaniya
 Chhan se lekin anajane me chhanak gai painjaniya
 O pakadee gayee, o pakadee gayee
 Aa mere hamjolee..........

 Mai aau na na
 Mai aau na na na
 Mai aau na
 Mai aau aa ja

 O mere naino se tu chhip sakata hai o mere rasiya
 Lekin mere mann se chhipaana mushkil hai mann basiya
 Ai pakada gaya, pakada gaya

 Mai aau na na
 Mai aau na na na
 Mai aau na
 Mai aau aa ja

 Kahe luk chhup ke khel me chhede tu prem kee batiya
 Dekh tamasha dekh rahee hain sare shahar kee ankhiya
 O pakadee gayee, o pakadee gayee
 Aa mere hamjolee...........

 Jine kee rah.........

Aa Bata Denge Tujhe Kaise Jiya Jata Hai Song Lyrics


Aa Bata Denge Tujhe Kaise Jiya Jata Hai Song Lyrics from Bollywood Hindi Movie Dost (1974). The song has been sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar, Shatrughan Sinha and Music of Aa Bata Denge Tujhe Kaise Jiya Jata Hai Hindi Song was composed by Laxmikant-Pyarelal.

Aa Bata Denge Tujhe Kaise Jiya Jata Hai Song Lyrics 


Kaise jite hain bhala, hamse sikho yeh ada - (2)
 Aise kyun jinda hain log, jaise sharminda hain log
 Dil peh sehkar sitam ke tir bhee
 Pehankar pavun me janjir bhee, raks kiya jatha hai
 Aa bata denge tujhe kaise jiya jata hai - (2)

 Dar sey khamosh hai jo, kaisa befir hain woh
 Ha woh insan nahee, ek tasvir hain woh
 Toh bafthae khuda, jisse darta hai apan
 Aur iss garibee me, badee mauj karta hai apan

 Pareshan lakh sahee, gul nahee khakh sahee
 Jindagee hai lajawab, yeh woh beva hai janab
 Khubsurat hai jo dulhan sey bhee
 Dost tho dost hai dushman sey bhee, pyar kiya jata hai
 Aa batadenge tujhe kaise jiya jata hai - (2)

 Chij iss ghum sey badee, iss jamane me nahee
 Jo maja rone me hai, muskurane me nahee

 Isliye toh bhai, rukhee sukhee jo mile pet bharne ke liye
 Aur kafee do gaj hai jamin, jine marne ke liye

 Kaise nadan hai woh, ghum sey anjan hai jo
 Ranj naa hota agar, kya kushee kee thee kadar
 Dard khud hai maseeha dosto, dard sey bhee dava kaa dosto
 Kam liya ja tha hai..
 Aa batadenge tujhe kaise jiya jatha hai

 Chain mehalo kee nahee, rang raliyo me mujhe
 Dedo thodee see jagah apnee galiyo me mujhe
 Jhum kar nachne do, aaj mastee me jara
 Le chalo sath mujeh apnee bastee me jara
 Bana ho sone kaa bhee, pinjara hai pinjara jee
 Paisa kis kam kaa hai, dhoka bas nam kaa hai
 Rok le jo labo peh git ko, apne hatho sey aisee rit ko
 Thod diya jata hai..
 Maine bhee sikh liya kaise jiya jatha hai
 Aa bata denge tujhe kaise jiya jatha hai - (7)

Tuesday, 11 February 2014

Tum Jo Mil Gaye Ho, Toh Yeh Lagta Hai Song Lyrics


Tum Jo Mil Gaye Ho, Toh Yeh Lagta Hai Song Lyrics from Hindi Movie Hanste Zakhm (1973). The song has sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Tum Jo Mil Gaye Ho, Toh Yeh Lagta Hai Song was composed by Madan Mohan, with the lyrics penned by Kaifi Azmi.

Tum Jo Mil Gaye Ho, Toh Yeh Lagta Hai Song Lyrics


 Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
 Ke jahan mil gaya - (2)
 Ek bhatke huye rahee ko, carvan mil gaya

 Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
 Ke jahan mil gaya - (2)

 Baitho naa dur hamse, dekho khafa naa ho - (2)
 Kismat se mil gaye ho, milke juda naa ho - (2)
 Meree kya khata hai, hota hai yeh bhee
 Ke jamee se bhee kabhee aasama mil gaya
 Ke jahan mil gaya

 Tum kya jano tum kya ho, ek surila nagma ho
 Bhigee raton me mastee, tapte din me saya ho
 Tum kya jano tum kya ho, aab jo aa gaye ho
 Jane naa dunga ke mujhe ek hasin mehraban mil gaya
 Ke jahan mil gaya

 Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
 Ke jahan mil gaya - (2)

 Tum bhee the khoye khoye, me bhee bujha bujha - (2)
 Tha ajnabee jamana, apna koyee naa tha - (2)
 Dil ko jo mil gaya hai teraa sahara
 Ek nayee jindagee kaa nishan mil gaya

 Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
 Ke jahan mil gaya
 Ek bhatke huye rahee ko, caravan mil gaya
 Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
 Ke jahan mil gaya - (2)

WADA KAR LE SAJANA SONG LYRICS


Wada Kar Le Sajana Song Lyrics from Hindi Movie Haath Ki Safai  (1974). The song has sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Vada Kar Le Sajana Song was composed by Kalyanji-Anandji, with the lyrics penned by Anand Bakshi.

Wada Kar Le Sajana Song Lyrics


Wada kar le sajana
Tere bina mai naa rahu, mere bina too naa rahe
Naa honge juda, yeh vada raha - (2)

Mai dhadkan too dil hai piya, mai batee too meraa diya
Ham pyar kee jyot jalaye
Mai rahee, meree manjil hai too
Mai hu lehar aur sahil hai too, jivan bhar sath nibhaye
Aa aa aa aa aa....... vada kar le janeja
Tere bina mai naa rahu, mere been too naa rahe
Ho ke juda yeh vada raha, naa honge juda yeh vada raha

Jabse mujhe teraa pyar mila
Apanee toh hai bas yahee duwa
Har janam yu milake rahenge

Sundar sa ho apna jahan, pyar apna rahe sada jawan
Ham sukhdukh milake sahenge
Aa aa aa aa aa....... vada kar le janeja
Tere bin mai naa rahu, mere bin too naa rahe

Hoke juda yeh vada raha, naa honge juda yeh vada raha

Woh Din Yad Karo Woh Chhup Chhup Ke Milana Song Lyrics


Woh Din Yad Karo Woh Chhup Chhup Ke Milana Song Lyrics from Hindi Movie Humrahi (1963). The song has sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Woh Din Yad Karo Woh Chhup Chhup Ke Milana Song was composed by Shankar-Jaikishan, with the lyrics penned by Hasrat Jaipuri.

Woh Din Yad Karo Woh Chhup Chhup Ke Milana Song Lyrics


Woh din yad karo - (2)
 Woh chhup chhup ke milana, woh hasana hasana
 Woh din yad karo.......

 Woh din yad karo, woh din yad karo
 Woh fulon kee chhaiyya, woh mausam suhana
 Woh din yad karo.......

 Firate the aajad ham toh chaman me
 Chand aaur suraj hain jaise gagan me
 Abb toh yeh jivan hain ulajan kee seema
 Dhadake meraa dil abb dhima dhima
 Woh din yad karo.......

 Jab mai kalee thee, tab hee bhalee thee
 Koee naa gam tha, mai manachalee thee
 Meree galee se teraa gujarana
 Naino ke raste dil me utarana
 Woh din yad karo.......

Woh Jab Yaad Aaye, Bahut Yaad Aaye Song Lyrics


Woh Jab Yaad Aaye, Bahut Yaad Aaye Song Lyrics from Hindi Movie Parasmani (1963). The song has sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Woh Jab Yaad Aaye, Bahut Yaad Aaye Song was composed by Laxmikant-Pyarelal, with the lyrics penned by Asad Bhopali.

Woh Jab Yaad Aaye, Bahut Yaad Aaye Song Lyrics


Woh jab yaad aaye, bahut yaad aaye
 Game jindagee ke andhere me ham ne
 Chiraage -mohabbat jalaaye bujhaaye

 Aahate jag uthee raste has diye
 Thamkar uthe dil ham kisee ke liye
 Kai bar aisa bhee dhoka hua hai
 Chale aa rahe hai woh najare jhukaaye

 Dil sulagane laga aaskh bahane lage
 Jaane kya kya hame log kahne lage
 Magar rote rote hasee aa gayee hain
 Khayaalo me aake woh jab muskuraaye

 Woh juda kya huye, jindagee kho gayee
 Shamma jalatee rahee, roshanee kho gayee
 Bahut koshishe kee magar dil naa bahala
 Kayee saaj chhede kayee git gaaye

Yaad Mein Teri Jaag Jaag Ke Hum Song Lyrics


Yaad Mein Teri Jaag Jaag Ke Hum Song Lyrics from Hindi Movie Mere Mehboob (1963). The song has sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Yaad Mein Teri Jaag Jaag Ke Hum Song was composed by Naushad, with the lyrics penned by Shakeel Badayuni.

Yaad Mein Teri Jaag Jaag Ke Hum Song Lyrics


Yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hain
 Har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag jalate hain
 Jabe tune nigaah pheri hai, din hai suna toh raat andheri hai
 Chaand bhi abb najar nahi aata, abb sitaarein bhi kam nikalate hain
 Yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hai

 Loot gayi woh bahaar ki mehfil, chhoot gayi hamse pyaar ki manjil
 Jindagi ki udaas raaho mein teri yaadon ke saath chalate hain
 Yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hain

 Tujhko paakar hame bahaar mili, tujhse chutkar magar yeh baat khuli
 Baagbaan bhi chaman ke phulon ko, apani pairon se khud masalate hain
 Yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hain

 Kya kahe tujhse kyun huyi duri, hum samajhate hai apani majboori
 Tujhko maalum kya ke tere liye, dil ke ghum aansuo mein dhalate hai
 Yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hain
 Har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag jalate hain

Ye Parbaton Ke Dayre Ye Shaam Ka Dhuan Song Lyrics


Ye Parbaton Ke Dayre Ye Shaam Ka Dhuan Song Lyrics from Hindi Movie Vaasana (1968). The song has sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Ye Parbaton Ke Dayre Ye Shaam Ka Dhuan Song was composed by Chitragupt, with the lyrics penned by Sahir Ludhianvi.

Ye Parbaton Ke Dayre Ye Shaam Ka Dhuan Song Lyrics


Yeh parbato ke daayare, yeh shaam kaa dhua
 Aise me kyon naa chhed de dilo kee daastaan

 Jaraasee julf khol do, fija me itr ghol do
 Najar jo baat kah chukee woh baat munh se bol do
 Kee jhum uthe nigaah me bahaar kaa sama
 Yeh parbato ke daayare

 Yeh chup bhee ek savaal hai, ajib dil kaa haal hai
 Har ik khayaal kho gaya, bas abb yahee khayaal hai
 Kee fasala naa kuchh rahe hamaare darmiya
 Yeh parbato ke daayare

 Yeh rup rang yeh phaban chamaakte chaand sa badan
 Bura naa mano tum agar toh chum lu kiran kiran
 Kee aaj hausalo me hai bala kee garmiya
 Yeh parbato ke daayare

Ye Zulf Kaisi Hai Zanjeer Jaisi Hai Song Lyrics


Ye Zulf Kaisi Hai Zanjeer Jaisi Hai Song Lyrics from Hindi Movie Piya Ka Ghar (1972). The song has sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Ye Zulf Kaisi Hai Zanjeer Jaisi Hai Song was composed by Laxmikant-Pyarelal, with the lyrics penned by Anand Bakshi.

Ye Zulf Kaisi Hai Zanjeer Jaisi Hai Song Lyrics


Ye julf kaisee hain, janjeer jaisee hain
 Wo kaisee hogee, jis kee tasaweer ayesee hain
 Ye aankh kaisee hai, haay  teer jaisee hain
 Wo kaisaa hogaa, jis kee tasaweer ayesee hain

 Tum to muze pasand ho, kyaa main tumhe pasand hoon
 Kyaa tum rajaamand ho, main to rajaamand hoon
 Main tum se kyaa boloo, takadeer kaisee hain
 Wo kaisaa hogaa, jis kee tasaweer ayesee hain

 Ghoonghat nikaal ke piyaa, baithhoongee main to aaj se
 Dekho naa is tarah muze, mar jaaoongee main laaj se
 Ye khwaab kaisaa hain, taabir kaisee hain
 Wo kaisee hogee, jis kee tasaweer ayesee hain

Yeh Baharo Ke Din, Yeh Suhana Sama Song Lyrics


Yeh Baharo Ke Din, Yeh Suhana Sama Song Lyrics from Hindi Movie Kundan (1955). The song has sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Yeh Baharo Ke Din, Yeh Suhana Sama Song was composed by Ghulam Mohammed, with the lyrics penned by Shakeel Badayuni.

Yeh Baharo Ke Din, Yeh Suhana Sama Song Lyrics


Yeh baharo ke din, (yeh suhana sama -2)
 Abb toh sun lijiye, pyar kee daastan - (2)
 Yeh baharo ke din ho ho ho ha ha ha

 O o o aaj gate chalo, muskurate chalo
 Mastiya jindagee kee lutate chalo, abb nahee koyee gam
 Apni manjil pe ham aa gaye hain sanam
 Dono sathee mile, (ban gaya karavan -2)

 Abb toh sun lijiye, pyar kee daastan - (2)
 Yeh baharo ke din ho ho ho ha ha ha

 Shouting
 Shouting, twice

 Aa aa aa ho o o
 Tum hamare huye, ham tumhare huye
 Mil gaye do mohabbat ke mare huye
 Tere dam se sanam, hai yeh dil ka chaman
 Pyar kee anjuman, jindagee hai hasin
 Aaraju hai jawan - (2)

 Abb toh sun lijiye, pyar kee daastan
 Yeh baharo ke din ho ho ho ha ha ha

 Yeh baharo ke din, yeh suhana saman
 Abb toh sun lijiye, pyar kee daastan - (2)
 Yeh baharo ke din ho ho ho

Yeh Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin Song Lyrics


Yeh Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin Song Lyrics from Hindi Movie  Izzat (1968). The song has sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Yeh Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin Song was composed by Laxmikant-Pyarelal, with the lyrics penned by Sahir Ludhianvi.

Yeh Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin Song Lyrics


Yeh Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin, ham kya kare
 Tassawur me koyee basata nahee, ham kya kare
 Tum hee kah do abb aaye janaye wafa ham kya kare

 Lute dil me diya jalata nahee, ham kya kare
 Tum hee kah do abb aaye janaye wafa ham kya kare

 Kisee ke dil me bas ke dil ko tadapana nahee achchha
 Nigaho ko jalak de de kar chhup jana nahee achchha
 Ummido ke khile gulshan ko julasana nahee achchha
 Hame tum bin koyee jachanta nahee, ham kya kare

 Mohabbat kar toh lekin, mohabbat ras aaye bhee
 Dilo ko boj lagate hain kabhee julfo ke saye bhee
 Hajaro gam hain iss duniya me apne bhee paraye bhee
 Mohabbat hee kaa gam tanaha nahee, ham kya kare

 Buja do aag dil kee ya ise khulakar hawa de do
 Jo iss kaa mol de paye, use apanee wafa de do
 Tumhare dil me kya hain bas hame itana pata de do
 Ke abh tanaha safar katata nahee, ham kya kare

Yunhi Tum Mujhse Baat Karti Ho Song Lyrics


Yunhi Tum Mujhse Baat Karti Ho Song Lyrics from Hindi Movie Sachha Jhootha. The song has sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar and Music of Yunhi Tum Mujhse Baat Karti Ho Song was composed by Kalyanji Anandji, with the lyrics penned by Indeevar.

Yunhi Tum Mujhse Baat Karti Ho Song Lyrics


Yunhi Tum Mujhse Baat Karti Ho , ya koyee pyaar kaa iraada hai
 Adaye dil kee janata hee nahee, meraa hamdam bhee kitna sada hai

 Roj aatee ho tum khayaalo me, jindagee me bhee meree aa jaao
 Bit jaaye naa yeh sawaalo me, iss jawaanee pe kuchh taras khaao
 Halaye dil samajo sanam kahenge munh se naa ham
 Hamaaree bhee koyee maryaada hai

 Bholepan me hain wafa kee khushabu, tujhape sab kuchh naa kyo lutaau mai
 Meraa betaab dil yeh kahata hai, tere saaye se lipat jaau mai
 Mujhase mel teraa naa ho ek khel teraa
 Yeh karam mujhape kuchh jyaada hai

 Ban gayee ho meree sada ke liye, ya mujhe yu hee tum banaatee ho
 Kahee baaho me naa bhar lu tumako, kyo mere hausale badhaatee ho
 Hausale aur karo, paas aate naa daro
 Dil naa todenge apana waada hai

Friday, 7 February 2014

Mohammed Rafi Lata Mangeshkar Hit Songs Lyrics


Mohammed Rafi Lata Mangeshkar Hit Songs Lyrics. There are 118 Songs of Mohammed Rafi Lata Mangeshkar Hit Songs Lyrics, Here is a Mohammed Rafi Lata Mangeshkar Hit Songs List with their link of Mohammed Rafi Lata Mangeshkar Hit Songs Lyrics.

Video: 10 BEST MOHAMMAD RAFI HIT SONGS - Full HD Old Hindi Songs


Mohammed Rafi Lata Mangeshkar Hit Songs Lyrics:

  1. Aa Mere Hamjolee Aa Khele Aankh Michaulee Aa (Jeene Ki Raah) Lata, Mohd Rafi
  2. Aadhee Sachhee Aadhee Jhuthee Teree Prem Kahanee (Fakira) Lata, Mohd Rafi
  3. Aaj Ki Junli Raat Ma (Talash (1969)) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  4. Aap Ne Yaad Dilaya Toh Mujhe Yaad Aaya (Aarti) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  5. Aashao Ke Sawan Mein (Aasha) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  6. Adami Musafir Hai (Apnapan) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  7. Akeli Mat Jaiyo Radhe Jamuna Ke Tir (Baiju Bawra) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  8. Awaaz De Ke Hamein Tum Bulao (Professor) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  9. Bahon Me Teri Masti Ke Ghere (Kala Patthar) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohd Rafi
  10. Bekhudi Mein Sanam Uth Gaye Jo Kadam (Haseena Maan Jaayegi (1968)) Mohd Rafi, Lata 
  11. Chali Chali Re Patang Meree Chali Re (Bhabhi (1957)) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  12. Chalo Dildar Chalo Chand Ke Paar Chalo (Pakeezah) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  13. Chana Jor Garam (Kranti (1981)) Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  14. Chand Jane Kaha Kho Gaya (Main Chup Rahoongi) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  15. Chhadee Re Chhadee Kaisee Gale Me Padee (Mausam) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  16. Chup Gaye Sare Nazare (Do Raaste) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  17. Dafliwale Dafli Baja (Sargam) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
  18. Dekho Ruthha Naa Karo, Baat Najaro Kee Suno (Tere Ghar Ke Saamne) Lata, Mohd Rafi
  19. Dhire Dhire Chal Chand Gagan Me (Love Marriage) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  20. Dil Dhadak Raha Hai - I (Jyoti Bane Jwala) Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohd Rafi
  21. Dil Kaa Naa Karana Aitbar Koyee (Halaku) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  22. Dil Ki Aawaaz Men (Pardes-1950) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  23. Dil Pukare Aare Aare Aare (Jewel Thief) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  24. Dil Tera Divana Hai Sanam (Dil Tera Diwana (1962)) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  25. Dil Todne Wale Tujhe Dil (Son Of India) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  26. Din Pyar Ke Aaye Re (Aansoo) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  27. Do Sitaro Ka Jamin Par Hai Milan Aaj Kee Rat (Kohinoor) Lata Mangeshkar, Mohd Rafi
  28. Dooniya Me Nahee Koyi Yar Wafadar (Amber) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  29. Ek Dal Par Tota Bole (Chor Machaaye Shor) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  30. Ek Ghar Banaonga (Tere Ghar Ke Saamne) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  31. Ek Mahal Ho Sapno Ka (Ek Mahal Ho Sapno Ka) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  32. Ek Majil Rahi Do (Sanjog (1961)) Sung By: Lata Mangeshkar, Mukesh
  33. Ek Sawaal Main Karun (Sasural (1961)) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  34. Ek Tera Saath (Wapas) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  35. Goree Ke Haath Me, Jaise Yeh Chhalla (Mela - 1971) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  36. Ham Tumhare Liye, Tum Hamare Liye (Inteqam (1969)) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  37. Hans Ke Na Tir Chalaana (Beqasoor) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  38. Ho O O Yad Aane Lagee Dil Dukhane Lagee (Daaman) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  39. Hum Tum Yeh Bahar Dekho Rang Laya Pyar (Amber) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  40. Husn Chala Kuchh Aisi Chaal (Bluff Master (1963)) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  41. Ik Ghar Banaaunga, Tere Ghar Ke Saamane (Tere Ghar Ke Saamne) Lata, Mohd Rafi
  42. Iss Reshami Pajeb Kee Jhankar Ke Sadake (Laila Majnu) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  43. Itana To Yaad Hai Mujhe (Mehboob Ki Mehndi (1971)) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  44. Jaane Wafa Jaane Jahaan (Dil Tera Diwana (1962)) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  45. Janam Janam Kaa Saath Hain (Bheegi Palken) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  46. Jara Samane Toh Aao Chhaliye (Janam Janam Ke Phere) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  47. Jhilmil Sitaro Kaa Aangan Hoga (Jeevan Mrityu) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  48. Jhule Mein Pawan Ke Aai Bahar (Baiju Bawra) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  49. Jindagi Bhar Nahi Bhulegi Woh Barsat Ki Rat (Barsaat Ki Raat) Mohd Rafi, Lata Mangeshkar
  50. Jo Vaada Kiya Woh Nibhaana Padega (Taj Mahal) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  51. Karake Jiska Intezaar (Hamrahi (1963)) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  52. Ke Munde Da Main Maama Ban Gaya (Jeet (1972)) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  53. Khaati Hu Kasam, Khaati Hu Kasam (Aan Baan (1972)) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  54. Kisi Akeli Ladaki Ko (Jeet (1972)) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  55. Kitna Pyara Wada Hai (Caravan (1971)) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
  56. Koyal Kyon Gaye (Aap Aaye Bahar Aayi) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  57. Kuchh Kehta Hai Yeh Sawan (Mera Gaon Mera Desh) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  58. Kya Bataaon Muhobbat (Parbat) Sung By: Lata Mangeshkar, Geeta Dutt, Mohammad Rafi
  59. Kya Mausam Hai Aye (Doosra Aadmi) Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  60. Kya Mil Gaya Haay Kya Kho Gaya (Sasural (1961)) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  61. Kyon Jhukee Jhukee Hain Palke (Chhaila Babu) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  62. Ladki Pasand Ki, Mushkil Se Milti Hai (Ram Balram (1980)) Lata Mangeshkar, Mohd Rafi
  63. Lagee Chhute Naa Abb Toh Sanam (Kali Topi Lal Rumal) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  64. Lehra Ke Aaya Hai (Waris (1969)) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  65. Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye (Dil Tera Diwana (1962)) Lata Mangeshkar, Mohd Rafi
  66. Mai Tujhase Milane Aayee (Heera) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  67. Main Chali Main Chali (Professor) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  68. Main Hu Saaqi Tu Hai Sharabi Sharabi (Ram Aur Shyam (1967)) Lata Mangeshkar, Mohd Rafi
  69. Matwala Jiya Dole (Mother India) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  70. Mere Mitwa Mere Mit Re (Geet (1970)) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  71. Mere Pyar Ki Aawaz Pe Chali Aana (Raaj Mahal) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  72. Meree Duneeya Me Tum Aayee (Heer Ranjha) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  73. Mujhe Chhu Rahi Hai Teri Garm Saase (Swayamvar) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  74. Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse (Dil Tera Diwana (1962)) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  75. Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota (Aap Aaye Bahar Aayi) Mohd Rafi, Lata
  76. Nagma Hamara Gayega Yeh Jamana (Bundal Baaz) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  77. O Dhol Sajna Dhol Janee (Maryada) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  78. O Haule Haule Ghunghat Pat Khole (Goonj Uthi Shahnai) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  79. O Mahi O Mahi O Dupatta Meraa De De (Meena Bazar) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  80. O Nee Sultana Re Pyaar Kaa Mausam Aaya (Pyar Ka Mausam) Mohd Rafi, Lata Mangeshkar
  81. O Raat Andheree Dar Lage Rasiya (Rani Roopmati) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  82. O Raat Ke Musaafir (Miss Mary - 1957) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  83. O Sanam Tere Ho Gaye Ham (Ayee Milan Ki Bela) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  84. Palako Ke Pichhe Se Kya Tumne Kah Daala - Talash (1969) Lata Mangeshkar, Mohd. Rafi
  85. Pas Aake Huye Ham Dur (Meena Bazar) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  86. Patta Patta Buta Buta Hal Hamara Jane Hai (Ek Nazar) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  87. Phul Bagiya Me Bulbul Bole (Rani Roopmati) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  88. Ramaiyya Wastawayya (Shree 420) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  89. Rat Rangilee Mast Najare (Dulari) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  90. Resham Ki Dori Hoy (Saajan (1969)) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  91. Rut Hai Milan Ki Saathi Mere Aa Re (Mela - 1971) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  92. Saajan Saajan Pukaaru Galiyon Mein (Saajan (1969)) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  93. Sajan Ye Mat Janiyo (Saaranga) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  94. Sau Sal Pehle Mujhe Tumse Pyar Tha (Jab Pyar Kisi Se Hota Hai (1961))  Lata, Mohd Rafi
  95. Shehar Me Charcha Hai (Aas Paas) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  96. Sun Mere Sajana Re (Aansoo) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  97. Suno Re Suno Ek Bat Sunau (Bairaag) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  98. Tere Bin Sajan Laage Na Jiya Hamar (Aarti) Sung By: Mohd Rafi, Lata Mangeshkar
  99. Tere Husn Kee Kya Tarif Karu (Leader) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  100. Tere Nain Mere Nain Dekhate Rahe (Rakhwala (1971)) Lata Mangeshkar, Mohd Rafi
  101. Tere Sang Jina, Tere Sang Marana (Naach Uthe Sansar) Mohd Rafi, Lata Mangeshkar
  102. Teree Aankho Key Siwa Duniya Me Rakha Kya Hai (Chirag) Lata Mangeshkar, Mohd Rafi
  103. Teree Duneeya Se Dur, Chale Ho Ke Majbur (Zabak) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  104. Teree Palako Me Kajal Ai Hasina (Jay Vijay) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  105. Teri Bindiya Re (Abhimaan) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  106. Teri Duniya Se Dur (Zabak) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  107. Tik Tik Tik Meraa Dil Dole (Humjoli) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  108. Tum Bin Sajan Barase Nayan (Gaban) Sung By: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  109. Tum Jo Mil Gaye Ho, Toh Yeh Lagta Hai (Hanste Zakhm) Mohd Rafi, Lata Mangeshkar
  110. Vada Kar Le Sajana (Haath Ki Safai) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  111. Woh Din Yad Karo Woh Chhup Chhup Ke Milana (Humrahi (1963)) Lata, Mohd Rafi
  112. Woh Jab Yaad Aaye, Bahut Yaad Aaye (Parasmani) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  113. Yaad Mein Teri Jaag Jaag Ke Hum (Mere Mehboob) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  114. Ye Parbato Ke Dayare Ye Sham Ka Dhua (Vaasana) Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
  115. Ye Zulf Kaisi Hain (Piya Ka Ghar) Sung By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  116. Yeh Baharo Ke Din, Yeh Suhana Sama (Kundan)  Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  117. Yeh Dil Tum Bin Kahee Lagata Nahee (Izzat (1968)) Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
  118. Yu Hee Tum Mujhase Baat Karatee Ho (Sachha Jhootha) Mohd Rafi, Lata Mangeshkar