Tuesday 10 December 2013

Kauwa Chala Hans Ki Chaal Song Lyrics - Around The World (1967)

Kauwa Chala Hans Ki Chaal Song Lyrics from Hindi Movie Around The World (1967). The song has sung by Mohammad Rafi and Music of Kauwa Chala Hans Ki Chaal Song was composed by Shankar -Jaikishan, with the lyrics penned by Hasrat Jaipuri.

Kauwa Chala Hans Ki Chaal Song Lyrics

Kauwa chala hans ki chaal Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo Apni chal ko bhula

Kauwa chala hans ki chaal

Duniya bhar ki sair ko dekho Nikla hai ye kauwa
Udte udte is nagri me aa pahucha hai kauwa
Bulbul ka har geet Churakar gata hai ye kauwa
Oron ki naktali par ye jita hai ye kauwa

Kauwa chala hans ki chaal Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chaal Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chaal

Pesa vesha paas nahi hai bhukha hai bechara
Manjil manjil pet ki khatir firta hai aawara
Auro ki jo ris karega woh to hai deewana
Patthar kaise ban sakta hai chandi ka paimana
Kauwa chala hans ki chaal Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chaal Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chaal.

0 comments:

Post a Comment