Thursday 21 November 2013

Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Song Lyrics - Hum Dono (1961)


Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Song Lyrics and Video from Hindi Movie Hum Dono (1961). The song has been sung by Mohammad Rafi and Music of Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Hindi Song was composed by Jaidev, with the Lyrics penned by Sahir Ludhianvi.

Video: Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe - Hum Dono (1961)


Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Song Lyrics


Kabhi, khud pe,
Kabhi khud pe, kabhi halaat pe, rona aaya,
Kabhi khud pe,
Kabhi khud pe, kabhi halaat, pe rona, aaya,
Baat nikli to, har ek baat pe, rona aaya,
Baat nikli to, har ek baa..t pe, ronaa.

Ham to samajhe the ki, ham bhuul gae hai.n, unako,
Ham to samajhe the,
Ham to samajhe the, ki ham bhuu..l gae hai.n, unako,
Kyaa hua aaj, ye kis baat pe, ronaa aaya,
Kyaa hua aaj, ye kis baat pe, ronaa aaya,
Kabhii khud pe, kabhii haalaat, pe ronaa,

Kis liye jeete hain ham,
Kis liye jeete hain, ham kisa.ke liye, jiite hai.n,
Baarahaa aise, savaalaat pe, rona aaya,
Baarahaa aise, savaalaat pe, rona aaya,
Kabhi khud pe,

Kaun rotaa hai, kisi aur ki khatir, aye dost,
Kaun rotaa hai, kisi aur ki khatir, aye dost,
Sabko apni, hi kisi baat pe, ronaa aaya,
Sabko apni hi, kisi baat pe, ronaa aaya,
Kabhi khud pe,

Kabhi khud pe, kabhi halaat pe, ronaa aaya,
Baat nikli to, har ek baat pe, ronaa aaya,
Kabhi khud pe,

Saathi Na Koi Manzil Song Lyrics - Bombai Ka Babu (1960)


Saathi Na Koi Manzil Song Lyrics from Hindi Movie Bombai Ka Babu (1960). The song has been by Mohammad Rafi and Music of Saathi Na Koi Manzil Hindi Song was composed by Sachin Dev Burman, with the Lyrics penned by Majrooh Sultanpuri.


Saathi Na Koi Manzil Song Lyrics


Saathi Na Koi Manzil, Diya Hai Na Koi Mehfil
Chala Mujhe Le Ke Aaye Dil Akela Kahan
Saathi Na Koi Manzil.........
Hamdam Koi Mile Kahin, Aase Naseeb Hi Nahi
Be Dard Hay Zameen Door Aasman
Saathi Na Koi Manzil, Diya Hai Na Koi Mehfil
Chala Mujhe Le Ke Aaye Dil Akela Kahan
Saathi Na Koi Manzil,.........
Galiyan He Apne Desh Ki, Phir Bhi He Jaise Ajnabi
Kis Ko Kahe Koyi Apna Yehan
Saathi Na Koi Manzil, Diya Hai Na Koi Mehfil
Chala Mujhe Le Ke Aaye Dil Akela Kahan
Patthar Kay Aashna Mile, Paththar Kay Devta Mile
Sheeshe Sa Dil Liye Jau Kahan
Saathi Na Koi Manzil, Diya Hai Na Koi Mehfil
Chala Mujhe Le Ke Aaye Dil Akela Kahan

Khoya Khoya Chand Khula Aasman Song Lyrics - Kala Bazar (1960)


Khoya Khoya Chand Khula Aasman Song Lyrics from Hindi Movie Kala Bazar (1960). The song has been sung by Mohammad Rafi and Music of Khoya Khoya Chand Khula Aasmaan  Hindi Song was composed by S D Burman, with the Lyrics of this song penned by Shailendra.

Khoya Khoya Chand Khula Aasman Song Lyrics


O Ho Ho Ho, Khoya Khoya Chaand, Khula Aasmaan
Aankhon Mein Saari Raat Jaayegi
Tumko Bhi Kaise Neend Aayegi
Oh Oh, Khoya Khoya Chaand, Khula Aasmaan
Aankhon Mein Saari Raat Jaayegi
Tumko Bhi Kaise Neend Aayegi
Oh Oh, Khoya Khoya Chaand
Masti Bhari Hawa Jo Chali - 2
Khil Khil Gayi Yeh Dil Ki Kali
Mann Ki Gali Mein Hai Khalbali
Ke Unko To Bulaao
O Ho Ho, Khoya Khoya Chaand, Khula Aasmaan
Aankhon Mein Saari Raat Jaayegi
Tumko Bhi Kaise Neend Aayegi
Oh Oh, Khoya Khoya Chaand
Taare Chale, Nazaare Chale - 2
Sang Sang Mere Voh Saare Chale
Chaaron Taraf Ishaare Chale
Kisi Ke To Ho Jaao
Oh Ho Ho, Khoya Khoya Chaand, Khula Aasmaan
Aankhon Mein Saari Raat Jaayegi
Tumko Bhi Kaise Neend Aayegi
Oh Oh, Khoya Khoya Chaand
Oh, Oh Oh Oh Oh Oh, Oh Oh Oh Oh Oh Oh
Aisi Hi Raat, Bheegi Si Raat - 2
Haathon Mein Haath Hote Voh Saath
Keh Lete Unse Dil Ki Yeh Baat
Ab To Na Sataao
Oh Ho Ho, Khoya Khoya Chaand, Khula Aasmaan
Aankhon Mein Saari Raat Jaayegi
Tumko Bhi Kaise Neend Aayegi
Oh Oh, Khoya Khoya Chaand
Hum Mit Chale Jinke Liye
Hum Mit Chale Hai Jinke Liye
Bin Kuch Kahe Voh Chup Chup Rahe
Koi Zara Yeh Unse Kahe
Na Aise Aazmaao
Oh Ho Ho, Khoya Khoya Chaand, Khula Aasmaan
Aankhon Mein Saari Raat Jaayegi
Tumko Bhi Kaise Neend Aayegi
Oh Oh, Khoya Khoya Chaand, Khoya Khoya Chaand
Khoya Khoya Chaand, Khoya Khoya Chaand
Khoya Khoya Chaand, Khoya Khoya Chaand

Hum Jab Chale To Song Lyrics - Hum Hindustani (1960)


Hum Jab Chale To Song Lyrics from Hindi Movie Hum Hindustani (1960). The song has been sung by Mohammad Rafi and Music of Hum Jab Chale To Song was composed by Usha Khanna, with the Lyrics  penned by Sahir Ludhianvi.

Hum Jab Chale To Song Lyrics


Hum jab chale to ye jahan jhume
Aarzu hamari aasma ko chume
Hum jab chale to ye jahan jhume
Aarzu hamari aasma ko chume
Hum jab chale to

Hum naye jahan ke paspa
Ham nayi bahar ke razda
Ham hase to has pade har kali
Hum chale to chal pade jindagi
Sare najaro me phoolo me taro me
Hamne hi jadu bhara
Hum jab chale to ye jahan jhume
Aarzu hamari aasma ko chume
Hum jab chale to

Hamse hai fizao me rango bu
Ham hai is jamin ki aarzu
Nadiyo ki ragini hamse hai
Har tarag ye tajgi hame hai
Hum chale to chal pade jindagi
Sare najaro me phoolo me taro me
Hamne hi jadu bhara
Hum jab chale to

Dur ho gayi sabhi mushkile
Khich ke pas aa gayi manjile
Dekh ke sabad ke hoshle
Khud ba khud simat gaye fasle
Sare najaro me phoolo me taro me
Hamne hi jadu bhara
Hum jab chale to ye jahan jhume
Aarzu hamari aasma ko chume
Hum jab chale to.

Apni To Har Aah Ek Toofan Hai Song Lyrics - Kala Bazaar (1960)


Apni To Har Aah Ek Toofan Hai Song Lyrics from Hindi Movie Kala Bazar (1960). The song has been sung by Mohammad Rafi and Music of Apni To Har Aah Ek Toofan Hai  Hindi Song was composed by Sachin Dev Burman, with the Lyrics penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).


Apni To Har Aah Ek Toofan Hai Song Lyrics


Apni To Har Aah Ek Toofan Hai
Kyaa Kare Vo Jaan Kar Anjaan Hai
Upar Wala Jaan Kar Anjaan Hai

Apni To Har Aah Ek Toofan Hai
Upar Wala Jaankar Anjaan Hai
Apni To Har Aah Ek Toofan Hai

Ab To Hasake Apani Bhi Kismat Ko Chamka De
Kaanon Mein Kuchh Kah De Jo Is Dil Ko Behla De
Ye Bhi Mushkil Hai To Kyaa Aasaan Hai
Upar Wala Jaan Kar Anjaan Hai ...

Sar Pe Mere Tu Jo Apna Haath Hi Rakh De
Phir To Bhatke Raahi Ko Mil Jaayenge Raste
Dil Ki Basti Bin Tere Viraan Hai
Upar Wala Jankar Anjaan Hai ...

Dil Hi To Hai Is Ne Shayad Bhool Bhi Ki Hai
Zindagi Hai Bhool Kar Hi Raah Milatii Hai
Maaf Kar Banda Bhi Ik Insaan Hai
Upar Wala Jaan Kar Anjaan Hai
Apni To Har Aah Ek Toofan Hai

Hum Aur Tum Aur Yeh Sama Song Lyrics - Dil Deke Dekho (1959)


Hum Aur Tum Aur Yeh Sama Song Lyrics from Hindi Movie Dil Deke Dekho (1959). The song has been sung by Mohammad Rafi and Music of Hum Aur Tum Aur Yeh Sama Hindi Song was composed by Usha Khanna, with the lyrics penned by Majrooh Sultanpuri.

Hum Aur Tum Aur Yeh Sama Song Lyrics


hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa hai
boliye na boliye sab suna suna sa hai
hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa hai
beqaraar se ho kyon hum ko paas aane bhi do
gir padaa jo haath se woh rumaal uthaane bhi do
bante kyon ho jaane bhi do (2)
hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa hai
boliye na boliye sab suna suna sa hai
aaj baat baat pe aap kyon sambhalne lage
thartharaaye hoth kyon ashq kyon machalne lage
lipte gesu khulne lage (2)
hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa hai
boliye na boliye sab suna suna sa hai

Dil Deke Dekho Ji Song Lyrics - Dil Deke Dekho (1959)


Dil Deke Dekho Ji Song Lyrics from Bollywood Hindi Movie Dil Deke Dekho (1959). The song has been sung by Mohammad Rafi and Music of Dil Deke Dekho Ji Hindi Song was composed by Usha Khanna, with the lyrics penned by Majrooh Sultanpuri.

Dil Deke Dekho Ji Song Lyrics


Dil Deke Dekho -2
Dil Deke Dekho Ji
Ho, Dil Lene Walo
Dil Dena Seekho Ji
Ho, Dil Lene Walo
Dil Dena Seekho Ji

Dil Deke Dekho...

Poocho Poocho Poocho
Parwane Se Zara
Dheere Dheere Jalne Mein
Kaise Hai Maza.

Oh Ho Ho Tum Bhi Dil Deke Jal Jaane Seekho Ji
Ah Ha Ha Tum Bhi Dil Deke Jal Jaana Seekho Ji

(Kaise?)

Dil Deke Dekho...

Samjho Samjho Samjho Deewane Ki Zabaan
Pyar Jo Na Hota Na Hota Yeh Jahaan

Oh Ho Ho Tum Bhi Dil Deke Yeh Gaana Seekho Ji
Ah Ha Ha Tum Bhi Dil Deke Yeh Gaana Seekho Ji

(Kya?)

Dil Deke Dekho....

Hum Bekhudi Mein Song Lyrics - Kala Pani (1958)


Hum Bekhudi Mein Song Lyrics from Hindi Movie Kala Pani (1958). The song has been sung by Mohammad Rafi and Music of Hum Bekhudi Mein Hindi Song was composed by S.D.Burman. Lyrics were written by Majrooh Sultanpuri.

Hum Bekhudi Mein Song Lyrics


Hum... Aa... Chale Gaye
Hum Bekhudi Mein Tumko Pukare Chale Gaye
Hum...
Hum Bekhudi Mein Tumko Pukare Chale Gaye
Saagar Mein Zindagi Ko Utaare Chale Gaye
Hum...
Dekha Kiye Tumhen Ham, Banake Deewaana - 2
Utara Jo Naasha To, Humne Ye Jana
Saare Vo Zindagi Ke Sahaare Chale Gaye
Hum Bekhudi Me.N Tumko Pukare Chale Gaye
Hum...

Tum To Naa Kaho Ham, Khud Hii Se Khele - 2
Duube Nahii.N Ham Hii Yuu.N, Nashe Me.N Akele
Shishe Mein Aapko Bhi Utaare Chale Gaye
Ham Bekhudi Mein Tumko Pukare Chale Gaye
Saagar Mein Zindagi Ko Utaare Chale Gaye
Hum...

Takra Gaya Tumse Dil Hee To Hai Song Lyrics - Aan (1952)


Takra Gaya Tumse Dil Hee To Hai Song Lyrics from Hindi Movie Aan (1952). The Takra Gaya Tumse Dil Hee To Hai song has been sung by Mohammad Rafi. Music is composed by Naushad Ali and Lyrics are written by Shakeel Badayuni.

Takra Gaya Tumse Dil Hee To Hai Song Lyrics


Dil ko hua tumse pyaar ab hai tumhe ikhtiyaar
Chaahe banaa do chaahe mitaa do

Takra gaya tumse dil hi to hai
Roye na ye kyon ghaayal hi to hai
Takra gaya tumse dil hi to hai
Roye na ye kyo ghaayal hi to hai
Ghayal hi to hai

Woh pyaar se nafrat karate hain
Ham hai ke unhi par marte hain
Woh pyaar se nafrat karate hain
Ham hai ke unhi par marte hain
Ab kaise nibha mushkil hi to hai
Ab kaise nibha mushkil hi to hai
Takra gaya tumse dil hi to hai
Roye na ye kyo ghaayal hi to hai
Ghaayal hi to hai

Bedard koi dil yaad na kar
Tadpe ja yun hi fariyad na kar
Bedard koi dil yaad na kar
Tadpe ja yun hi fariyad na kar
Kyo reham kare qaatil hi to hai
Kyo reham kare qaatil hi to hai
Takra gaya tumse dil hi to hai
Roye na ye kyon ghaayal hi to hai
Ghaayal hi to hai.

Mohabbat Choome Jinke Haath Song Lyrics - Aan (1952)


Mohabbat Choome Jinke Haath Song Lyrics from Hindi Movie Aan (1952). The Mohabbat Choome Jinke Haath song has been sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum. Music Composed by Naushad Ali and Lyrics are written by Shakeel Badayuni.

Mohabbat Choome Jinke Haath Song Lyrics


--Rafi--
Mohabbat Choome Jinke Haath
Jawani Paaon Pade Din Raat
Sune Phir, Haye, Sune Phir Haye woh Kis ki Baat
Aa, Aa Aa
Ek To Sundar Mukhda Unakaa Uspar Lakh Adaayein
Ham Apne Dil Ko Kahaan Le Jaayen
Akele Dur Khade Lalachaayen
Chaand Sitaare E
Chaand Sitaare, Mast Nazare Sab Hain Unhi Ke Sath
Mohabbat Choome Jinke Haath

--Shamshad Begum--
Mohabbat Choome Jinke Haath ... Kiski Baat

--Rafi--
Roop Nagar Se Aakar Chandaa Unakaa Roop Churaye
Mera Man Dekh Dekh Raha Jaaye
Bhala Ye Baat Mujhe Kyon Bhaaye
Nainon Mein Unki Aae
Nainon Mein Unake Kaajal Banake
Rahe Suhaani Raat
Mohabbat Choome