Tuesday, 13 December 2016

Lata Mangeshkar Solo Songs Lyrics List A


Lata Mangeshkar Solo Songs Lyrics List A. There are 125 Songs of Lata Mangeshkar Solo Songs Lyrics and Videos, Here is a Lata Mangeshkar Solo Songs Lyrics Alphabetical List of Songs with their link of Lata Mangeshkar Solo Songs Lyrics.

Lata Mangeshkar Solo Songs Lyrics List A :


Aa Bhi Ja O Aanewale - Aaiye (1949 )- Lata Mangeshkar
Aa Gaye Dil Mein Tum - Nazneen (1951) - Lata Mangeshkar
Aa Gayi Bahar Aa Gayi - Nai Taleem(1949) - Lata Mangeshkar
Aaja Re Ab Mera Dil Pukara - Aah (1953) - Mukesh, Lata Mangeshkar
Aa Ja Rey Aa Nindiya Too Aa - Do Bigha Zameen (1953) - Lata Mangeshkar
Aaja Re Chandni Humari Gali - Chand - Lata Mangeshkar
Aa Jane Jaan - Inteqam (1969) - Lata Mangeshkar
Aa Jao Tadapte Hain Armaan - Awaara (1951) - Lata Mangeshkar
Aa Mere Ranjhana, Ruksat Kaa Hai Sama - Heer (1956) - Lata Mangeshkar
Aa Meree Jan Mai - Chandni (1989) - Lata Mangeshkar
Aa Palako Me Aa Sapane Saja (Madbhare Nain) - Lata Mangeshkar
Aa Phir Se Mere Pyar Ki Kismat Sanwar De (Baraati) - Lata Mangeshkar
Aage Teree Marjee (Devdas (1955)) - Lata Mangeshkar
Aaj Chhedo Mohabbat Ki Shehnaiya (Son Of India) - Lata Mangeshkar
Aaj Dil Pe Koyi Jor Chalata Nahi (Milan) - Lata Mangeshkar
Aaj Ham Apni Duao Ka Asar (Pakeezah) - Lata Mangeshkar
Aaj Kal Me Dhal Gaya Din Huwa Tamam (Beti Bete) - Lata Mangeshkar
Aaj Kal Paw Jamin Par Nahee Padate Mere (Ghar) - Lata Mangeshkar
Aaj Ki Raat Sajan Mann Chahe (Vishwas) - Lata Mangeshkar
Aaj Koyi Nahee Apna (Agnipariksha) - Lata Mangeshkar
Aaj Kuch Aisi Chot Lagi Hai (Afasaana) - Lata Mangeshkar
Aaj Laila Ko Majnu Ka Pyar Mila (Adl-E-Jahangir) - Lata Mangeshkar
Aaj Mai Javan Ho Gai Hu (Main Sundar Hoon) - Lata Mangeshkar
Aaj Mere Mann Mein Sakhi (Aan - 1952) - Lata Mangeshkar
Aaj Na Jaane Aaj Na Jaane (Raaj Tilak) - Lata Mangeshkar
Aaj Nahee Toh Kal Bikhar Jaayenge Yeh Badal (Mashaal - 1950) - Lata Mangeshkar
Aaj Socha Toh Aansu Bhar Aaye (Hanste Zakhm) - Lata Mangeshkar
Aaja Aaja Ke Dil Ko Teri Yaad Aayi (O Tera Kya Kahna) - Lata Mangeshkar
Aaja Abb Toh Aaja Meri Kismat Ke Kharidar (Anarkali) -Lata Mangeshkar
Aaja Nindiya Aaja (Lorie) Sung By: Lata Mangeshkar
Aaja Piya Tohe Pyar Du - (Baharo Ke Sapne) - Lata Mangeshkar
Aaja Re Pardesi (Madhumati) - Lata Mangeshkar
Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai (Alibaba Aur 40 Chor) - Lata Mangeshkar
Aankh Khulte Hi Tum Chhup Gaye (Munimji) - Lata Mangeshkar
Aankho Aankho Me Unse Pyar Ho Gaya (Adaa) - Lata Mangeshkar
Aankho Ka Tara Prano Se Pyara (Aansoo) - Lata Mangeshkar
Aankho Ki Duniya Hai (Laadla (1966)) - Lata Mangeshkar
Aankho Me Aa Ja Dil Me Sama Ja (Dulari) - Lata Mangeshkar
Aankho Me Dil Hai, Hontho Pe Jaan (Naaz) - Lata Mangeshkar
Aankho Me Sama Jaao, Iss Dil Me Raha Karana (Yasmeen) - Lata Mangeshkar
Aankhon Se Door Door (Mashaal - 1950) - Lata Mangeshkar
Aankhon Se Kaajal Ki Lekar Siyaahi (Jhoola) - Lata Mangeshkar
Aansu Abb Tum Kabhee Naa Bahana (Kaafila (1952)) - Lata Mangeshkar
Aansu Kee Aag Leke Teree Yaad Aayee (Yahudi) - Lata Mangeshkar
Aao Aao Honhar O Pyare Bachche (Do Aankhen Barah Haath) - Lata Mangeshkar
Aao Karen Baatein Aur Baatein Mulaakaatein (Naya Nasha (1973)) - Lata Mangeshkar
Aao Ke Jaao Ke - Maa (1977) - Lata Mangeshkar
Aao Mere Ghar Aao (Chhatrapati Shivaji) - Lata Mangeshkar
Aap Ka Khat Mila Aap Ka Shukriya (Sharda (1981)) - Lata Mangeshkar
Aap Kahe Aur Ham Na Aaye (Des Pardes) - Lata Mangeshkar
Aap Ke Sheher Mein Aayi Hoon Shauk Se (Mehbooba (1976)) - Lata Mangeshkar
Aap Kyun Roye (Woh Kaun Thi) - Lata Mangeshkar
Aap Mujhe Achhe Lagne Lage (Jeene Ki Raah) - Lata Mangeshkar
Aap Yun Faaslon Se Guzarte Rahe (Shankar Hussain) - Lata Mangeshkar
Aapke Shehar Me Aayee, Mist Kee Hasina (Charas (Old)) - Lata Mangeshkar
Aapki Inayate Aapke Karam (Vandana) - Lata Mangeshkar
Aapki Najro Ne Samjha (Anpadh) - Lata Mangeshkar
Aapne Kya Kaha Maine Kya Sun Liya (Aaya Toofan) - Lata Mangeshkar
Aashao Ke Sawan Me (Aasha) - Lata Mangeshkar
Aate Jaate Pahalu Me Aaya Koyee (Yahudi) - Lata Mangeshkar
Aawara Aye Mera Dil (Raat Aur Din) - Lata Mangeshkar
Aaya Shabaab Aaya - Hum Hai Lajwaab (1984) - Lata Mangeshkar
Aaye Aao Tare Aasman Ke Dharatee Pe (King Uncle) - Lata Mangeshkar
Aaye Re Aaye (Aawaz) - Lata Mangeshkar
Aaye Re Din Sawan Ke Sawan Ke (Gaban) -Lata Mangeshkar
Aayee Aayee Raat Suhaanee (Poonam) - Lata Mangeshkar
Aayee Abb Kee Sal Divalee (Haqeeqat) - Lata Mangeshkar
Aayega Aayega Aayega Aayega Aane Wala (Mahal) - Lata Mangeshkar
Aayegi Aayegi (Jaaneman (1976)) - Lata Mangeshkar
Aayegi Zaroor Chithhi (Dulhan) - Lata Mangeshkar
Aayi Bahar Aayi Aayi Bahar - Aarzoo (1950) - Lata Mangeshkar
Aayi Bhor Suhani Aayi (Beqasoor) - Lata Mangeshkar
Aayi Thi Raat Josh E Tamanna (Udan Khatola) - Lata Mangeshkar
Ab Kaun Sunega (Aapki Sewa Mein) - Lata Mangeshkar
Ab Mera Kaun Sahara (Barsaat (1949)) -Lata Mangeshkar
Abb Ke Na Sawan Barase (Kinara) - Lata Mangeshkar
Abb Key Sajan Sawan Me (Chupke Chupke) - Lata Mangeshkar
Abb Toh Aa Jaao Balam (Poonam) - Lata Mangeshkar
Abb Toh Hain Tumse Har Khushi Apani (Abhimaan) - Lata Mangeshkar
Abb Woh Raate Kaha - 1 (Yasmeen) -: Lata Mangeshkar
Abhi Kya Sunoge, Suna Toh Hasoge (Satyakam (1969)) - Lata Mangeshkar
Abhi Toh Mai Jawan Hu (Afasaana) - Lata Mangeshkar
Ae Baharo Haal Apna Kya (Lagan (1971)) - Lata Mangeshkar
Ae Hawa Kuch To Bata (Maachis) - Lata Mangeshkar
Ae Mere Dile Nadan  -Tower House (1962) - Lata Mangeshkar
Ae Mere Meherbaan - Saajan (1969) - Lata Mangeshkar
Ae Phansa (Bobby) - Lata Mangeshkar
Ae Pyar Teree Duneeya Se Ham (Jhaanjhar) - Lata Mangeshkar
Ae Ri Mein To Prem - I (Nau Bahaar) - Lata Mangeshkar
Agar Dilabar Kee Ruswayee Hame Manjur Ho Jaye (Khilona) - Lata Mangeshkar
Agar Mujh Se Muhabbat Hai (Aap Ki Parchhaiyan) - Lata Mangeshkar
Ahal E Dil Yu Bhee Nibha Lete Hain (Dard (1981)) - Lata Mangeshkar
Ai Badlo Rimjhim Key Rang Liye Kaha Chale (Chaand) - Lata Mangeshkar
Ai Chand Kal Jo Aana (Devta (1956)) - Lata Mangeshkar
Ai Chand Pyar Meraa Tujhase Yeh Keh Raha Hai (Khazaana) - Lata Mangeshkar
Ai Dil Dukhada Kise Sunaaye (Naaz) -Lata Mangeshkar
Ai Dil Meri Wafa Me Koyi Asar Nahee Hai (Anokha Pyar) - Lata Mangeshkar
Ai Dil Tujhe Kasam Hai (Dulari) - Lata Mangeshkar
Ai Meree Jindagee, Aaj Raat Jhum Le (Taxi Driver) -Lata Mangeshkar
Ai Pardanashee Yeh Ishk Kahee (Teerandaz) - Lata Mangeshkar
Ai Pardanasheen (Teerandaz) -Lata Mangeshkar
Aisa Vardaan De Do Hame Maa (Jai Santoshi Maa) - Lata Mangeshkar
Aisee Muhobbat Se Ham Baaj Aaye (Nirala) - Lata Mangeshkar
Aisi Koi Baat Jo (Maa (1977)) - Lata Mangeshkar
Ajib Dastan Hai Yeh (Dil Apna Preet Parayee) -Lata Mangeshkar
Ajnabi Kaun Ho Tum (Sweekar Kiya Maine) -Lata Mangeshkar
Akele Hee Akele Chala Hai Kahan (Gopi) -Lata Mangeshkar
Alabadro Muntakhibul (Jalti Nishaani) -Lata Mangeshkar
Alla Tero Nam, Ishwar Tero Nam (Hum Dono (1961)) - Lata Mangeshkar
Allaah Tero Naam, Ishwar Tero Naam (Aman Ki Asha) - Lata Mangeshkar
Allah Bhee Hai Mallah Bhee Hai (Maan) - Lata Mangeshkar
Allah Karam Karna Lillah Karam Karna (Sanam Bewafa) - Lata Mangeshkar
Allahbad Me Paida Huyee (Jaaneman (1976)) - Lata Mangeshkar
Andho Pe Daya Karna Daata (Sahara) -Lata Mangeshkar
Ang Ang Me Umang (Bahu) - Lata Mangeshkar
Angdayi Leke Prem Jawani Jaagi Re - Jyoti (1981) - Lata Mangeshkar
Ankhiyo Me Chhote Chhote Sapne Sajaai Ke (Naukar) - Lata Mangeshkar
Apane Kayaalo Ko Samajha Dijiye (Marine Drive) - Lata Mangeshkar
Apni Apni Kismat Hai (Wafa) - Lata Mangeshkar
Are Haai Haai Yeh Majburee (Roti Kapda Aur Makan) - Lata Mangeshkar
Are Kya Karoon Kya Karoon  -Bombay 405 Miles -1980 -Lata Mangeshkar
Ashkon Me Dub Dub Ke Aayee Hansee Toh Kya (Teerandaz) -Lata Mangeshkar
Aurat Ne Janam Diya Mardo Ko (Sadhana) - Lata Mangeshkar
Aye Dile Naadan, Aye Dile Naadan (Razia Sultana) - Lata Mangeshkar
Aye Mere Vatan Ke Logon (Independence Day Songs) - Lata Mangeshkar

Tuesday, 3 June 2014

AA AB LAUT CHALEN LYRICS


Aa Ab Laut Chalein Lyrics and Video from Bollywood Hindi Movie Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (1960). The song has sung by Lata Mangeshkar, Mukesh and Music composed by Shankar Jaikishan. Lyrics of Aa Ab Laut Chalein song has been penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

VIDEO: Aa Ab Laut Chalen By Lata Mangeshkar, Mukesh

Aa Ab Laut Chalen Song Lyrics


Aa ab laut chale
Aa ab laut chale
Nain bichaye baahe pasare
Tujhko pukare desh tera
Aa ab laut chale
Aa ab laut chale
Nain bichaye baahe pasare
Tujhko pukare desh tera
Aa ja re aa aa aa

Sahaj hai sidhi rah pe chalna
Dekh ke uljhan bach ke nikalna
Koi ye chahe mane na mane
Bahut hai mushkil gir ke sambhlana
Aa ab laut chale
Aa ab laut chale
Nain bichaye baahe pasare
Tujhko pukare desh tera
Aa ja re aa aa aa

Aankh hamari manzil par hai
Dil me khushi ki mast lahar hai
Lakh lubhaye mahal paraye
Apna ghar phir apna ghar hai
Aa ab laut chale
Aa ab laut chale
Nain bichaye baahe pasare
Tujhko pukare desh tera
Aa ja re aa aa aa.

DHIRE DHIRE CHAL CHAND LYRICS


Dhire Dhire Chal Chand Lyrics and Video from Bollywood Hindi Movie Love Marriage (1959). The song has sung by Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi and Music composed by Shankar Jaikishan. Lyrics of Dhire Dhire Chal Chand song has been penned by Hasrat Jaipuri.

VIDEO: Dhire Dhire Chal Chand Gagan Mein By Lata Mangeshkar, Mohd Rafi

Dhire Dhire Chal Chand Song Lyrics


Dhire dhire chal, chaand gagan mein
Dhire dhire chal, chaand gagan mein
Dhire dhire chal, chaand gagan mein
Are, dhire dhire chal, chaand gagan mein

Kahi dhal naa jaaye raat, tut naa jaaye sapane
Dhire dhire chal, chaand gagan mein
Kahi dhal naa jaaye raat, tut naa jaaye sapane
Dhire dhire chal, chaand gagan meim

To joom ke chale to dil pe chale kataari
Hai mithi churi ye jalim najar tumhari
To joom ke chale to dil pe chale kataari
Hai mithi churi ye jalim najar tumhari

Gun gun gunje raag, aaj pavan mein
Are dhire dhire chal chaand gagan mein
Kahi dhal naa jaaye raat, tut naa jaaye sapane
Dhire dhire chal, chaand gagan mein

Vo kyaa chiz thi, milaake nazar pilaa di
Huaa vo asar, ke hamane nazar jhukaa di
Vo kyaa chiz thi, milaake nazar pilaa di
Huaa vo asar, ke hamane nazar jhukaa di

Are hogi do do baat aaj milan mein
Dhire dhire chal chaand gagan mein
Kahi dhal naa jaaye raat, tut naa jaaye sapane
Dhire dhire chal, chaand gagan mein

Do dil mil gaye, diye jal gaye hazaaro
Ho aji, tum mil gaye, to gul khil gaye hazaaro
Do dil mil gaye, diye jal gaye hazaaro
Ho aji, tum mil gaye, to gul khil gaye hazaaro

Rim jim barse pyaar aaj chaman me
Are dhire dhire chal, chaand gagan me
Kahi dhal naa jaaye raat, tut naa jaaye sapane
Dhire dhire chal, chaand gagan me
Dhire dhire chal.

DEKHO ROOTHA NA KARO LYRICS


Dekho Rootha Na Karo Lyrics and Video from Bollywood Hindi Movie Tere Ghar Ke Samne (1963). The song has sung by Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi and Music composed by Sachin Dev Burman. Lyrics of Dekho Rootha Na Karo song has been penned by Hasrat Jaipuri.

VIDEO: Dekho Rootha Na Karo By Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi


Dekho Rootha Na Karo Song Lyrics


Dekho ruthha naa karo, baat najaro kee suno
Ham naa bolenge kabhee, tum sataaya naa karo
Dekho ruthha naa karo, baat najaro kee suno
Ham naa bolenge kabhee, tum sataaya naa karo

Chehara toh laal huwa, kya kya haal huwa
Iss ada par teree mai toh pamaal huwa
Tum bigadane jo lago, aur bhee hasin lago
Ham naa bolenge kabhee, tum sataaya naa karo
Dekho ruthha naa karo, baat najaro kee suno

Jaan par meree banee, aap kee thhaharee hasee
Haay mai jaan gayee, pyaar kee fitanagaree
Dil jalane ke liye thandee aahe naa bharo
Dekho ruthha naa karo, baat najaro kee suno
Ham naa bolenge kabhee, tum sataaya naa karo

Teree khushbu ne mere hosh bhee chhin liye
Hai khushee aaj hame, tere pahalu me ghire
Dil kee dhadakan pe jara phul sa haath rakho
Ham naa bolenge kabhee, tum sataaya naa karo
Dekho ruthha naa karo, baat najaro kee suno

Kya kahega yeh sama, inn raaho kaa dhuwa
Laaj aaye mujhe, mujhako laaye ho kaha
Ham tumhe maan gaye, tum bade woh ho hato
Dekho ruthha naa karo, baat najaro kee suno
Ham naa bolenge kabhee, tum sataaya naa karo
Dekho ruthha naa karo.

DAFLIWALE DAFLI BAJA LYRICS


Dafliwale Dafli Baja Lyrics and Video from Bollywood Hindi Movie Sargam (1979). The song has sung by Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi and Music composed by Laxmikant Pyarelal. Lyrics of Dafliwale Dafli Baja song has been penned by Anand Bakshi.

VIDEO: Dafliwale Dafli Baja By Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi


Dafliwale Dafli Baja Song Lyrics


dafali vale dafali baja, dafali vale dafali baja
mere ghungharu bulate hai a mai nachun tu nacha
dafali vale dafali baja
mere ghungharu bulate hai a mai nachun tu nacha
dafali vale dafali vale

tere bin mai kya mere bin tu kya ik duje bin ham akele
dono ke man se man ke milan se lagate hai saragam ke mele
tere bin mai kya mere bin tu kya ik duje bin ham akele
dono ke man se man ke milan se lagate hai saragam ke mele
hay hay hay
tu tode ke jode tu rakhe ke chhode ye dil kiya tere havale
dafali vale dafali baja
mere ghungharu bulate hai a mai nachun tu nacha
dafali vale dafali vale

teri chham-chham se meri dam-dam se kya rag chhane laga hai
ankho ke raste tu hansate-hansate
teri chham-chham se meri dam-dam se kya rag chhane laga hai
ankho ke raste tu hansate-hansate
dil me samane laga hai hay hay hay
unhe bhi dikhao unhe bhi bulao
unhe bhi dikhao unhe bhi bulao kahan hai ye duniya vale
dafali vale dafali baja
mere ghungharu bulate hai a mai nachun tu nacha
dafali vale dafali vale

CHUP GAYE SARE NAZARE LYRICS


Chup Gaye Sare Nazare Lyrics and Video from Bollywood Hindi Movie Do Raaste (1969). The song has sung by Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi and Music composed by Laxmikant Pyarelal. Lyrics of Chup Gaye Sare Nazare song has been penned by Anand Bakshi.

VIDEO: Gaye Sare Nazare By Mohd. Rafi and Lata


Chup Gaye Sare Nazare Song Lyrics


chhup gaye sare nazare oye kya bat ho gai
chhup gaye sare nazare oye kya bat ho gai
tune kajal lagaya din me rat ho gai
tune kajal lagaya din me rat ho gai
mil gaye naina se naina oye kya bat ho gai
mil gaye naina se naina oye kya bat ho gai
dil ne dil ko pukara mulaqat ho gai
dil ne dil ko pukara mulaqat ho gai

kal nahi ana mujhe na bulana ke marega tana zamana
kal nahi ana mujhe na bulana ke marega tana zamana
tere hotho pe rat ye bahana tha
gori tujhako to aj nahi ana tha
tu chali ai duhai oye kya bat ho gai
tu chali ai duhai oye kya bat ho gai
maine chhoda zamana tere sath ho gai
o maine chhoda zamana tere sath ho gai
tune kajal lagaya din me rat ho gai

ambua ki dali pe gaye matavali koyaliya kali nirali
ambua ki dali pe gaye matavali koyaliya kali nirali
sawan ane ka kuchh matalab hoga
badal chhane ka koi sabab hoga
rimajhim chhayen ghatayen oye kya bat ho gai
rimajhim chhayen ghatayen oye kya bat ho gai
teri chunari laharai barasat ho gai
teri chunari laharai barasat ho gai
dil ne dil ko pukara mulaqat ho gai

chhod na baiyan padun tere paiyan taro ki chhaiyan me saiyan
chhod na baiyan padun tere paiyan taro ki chhaiyan me saiyan
ek wo din tha milati na thi tu ankhiyan
ek ye din hai tu jage sari-sari ratiyan
ban gai gori chakori oye kya bat ho gai
ban gai gori chakori oye kya bat ho gai
jisaka dar tha bedardi wahi bat ho gai
ho jisaka dar tha bedardi wahi bat ho gai
chhup gaye sare nazare oye kya bat ho gai
dil ne dil ko pukara mulaqat ho gai
dil ne dil ko pukara mulaqat ho gai 

CHHADEE RE CHHADEE KAISEE GALE ME LYRICS


Chhadee Re Chhadee Kaisee Gale Me Padee Lyrics and Video from Bollywood Hindi Movie Mausam (1975). The song has sung by Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi and Music composed by Madan Mohan. Lyrics of Chhadee Re Chhadee Kaisee Gale Me Padee song has been penned by Gulzar.

VIDEO: Chari Re Chari Kaisi Gale Main Parri By Mohd. Rafi and Lata 


Chand Jane Kahan Kho Gaya Song Lyrics


Chhadee Re Chhadee Kaisee Gale Me Padee - (2)
Pairon Kee Bedee Kabhee Lage Hathakadee
Chhadee Re Chhadee Kaisee Gale Me Padee - (2)

Sidhe Sidhe Raasto Ko, Thoda Sa Mod De Do - (2)
Bejod Ruhon Ko Halka Sa Jod De Do
Jod Do Na Tut Jaaye Saanso Kee Ladee - (2)
Chhadee Re Chhadee Kaisee Gale Me Padee - (2)

Chhadee Re Chhadee Kaisee Gale Me Padee - (2)
Pairon Kee Bedee Kabhee Lage Hathakadee
Chhadee Re Chhadee Kaisee Gale Me Padee - (2)

Dhire Dhire Chalana Sapane Nindon Me Dar Jate Hain
Ho, Dhire Dhire Chalana Sapane Nindon Me Dar Jate Hain
Kahate Hain Sapane Kabhee Jage Toh Mar Jaate Hain
Nind Se Na Jaage Koi Kabon Kee Ladee - (2)
Chhadee Re Chhadee Kaisee Gale Me Padee - (2)

Lagata Hai Saanson Me Tuta Hai Kanch Koi
Ho, Lagata Hai Saanson Me Tuta Hai Kanch Koi
Chubhatee Hai Sine Me, Bhinee See Aanch Koi
Aanchal Me Bandh Lee Hai Aag Kee Ladee - (2)
Chhadee Re Chhadee Kaisee Gale Me Padee - (2)
Pairon Kee Bedee Kabhee Lage Hathakadee
Chhadee Re Chhadee Kaisee Gale Me Padee - (3)